सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

पहली यात्रा 5

 प्रिय दोस्तो,                समय की व्यस्तता की वज़ह से आप लोगों मेरे ब्लॉग पर अगली घटना से रुबरू नही हो पाए ,इसके लिए हम आप लोगो से क्षमा चाहता हूँ! मेरी पहली यात्रा के चौथे अंक में पढ़ा कि हैम लोग नेपाल पहुच चुके थे,रात्रि में एक होटल में ठहरे भोजन किये और मस्ती भरी बाते हुई और हैम लोग सो गए!   सुबह चार बजे हैम जागे और देखा कि कमरे का दरवाजा खुला था, कुछ लोग के फोन चार्ज में लगा था ममैने देखा तो सोचा सभी लोग सो रहे है फोन सब उसी तरह पड़ीं हुई है अगर कोई लेकर चल जाये  तो........                मैंने दरवाजा बंद कर दिया फिर लेट गए कुछ समय बाद किसी ने दरवाजा खट- खटाया मैंने बोला" who are you", दरवाजा खट-खटाना बंद हो गया, ऐसा ही दो तीन बार हुआ कुछ आवाज भी नही दे रहा था कि मेरे दोस्तों ने बोला क्यो अंग्रेजी में बोल रहे है कोई साफ-सफाई करने वाला होगा कही वो अंग्रेजी नही समझता हो तो, तब मैंने बोलै कौन है?तो आवाज आई की मैं हूं गाड़ी मालिक!मुझे तो हँसी आने लगी पूछा आप बोल क्यो नही रहे थे तब उन्होंने कहा "भाई मैं समझ किसी दूसरे के कमरे में तो नही आ गया ऐसे ही आप बोल ही रहे थे मैं सम
हाल की पोस्ट

Pahali yatra 4

            Jaise taise pul pe ham log chadhe waha par kuchh tasveere bhi ham log li  bhir waha se yatra arambh huwa raste me parkrit ke drisyo ko dekh kar man mantr mugdh ho jata tha .                            Sandhya ka samay ho chala tha jab ham log Nepal ke raksaul border pe pahuche .                    Sabse aaschrya janak baat hame oos samay lagi jivan me pahi bar maine do desho ke bhich sarhad ko dekha .                Sima pe surksha dal tainat tha Nepal ki sima jane ke liye aadesh lena pada .Nepal hi ek aisa mulk hai jaha par jane ke liya bhartiy logo ko "passport"ki aawaskta nhi padti .              Sima par khacha -khach gadiya bhari hui thi  lagbhag ek ghante se jyada yatayat jam thi sima par rasta bhi bahut kharab tha kahi gadhe to kahi pani bhare huwe the .              Sima pe ek ajeeb ghatna ghati jisko dekhkar kuchh pal to hasi to aayi parntu wah ghatna hame sochane pe majbur kar di aur mai bilkul shant rru p se sochane laga.             Ghatna ye thi ek gh

pahali yatra 3

Unka nam kailash tha.wah bahut hi saral swabhav ke the.                            Jaisa ki bandh ke raste ham log mukhy marg pe pahuchte wah sidhe pul pe jata tha ,gaddi to pul ke niche ruki banh pe hi pul se kuchh duri par pul ke nichale ki nare se hokar ek rasta tha jo gaddi ke kuchh duri pe kata tha uusase pani ki dhara bah rahi thi, sabhi log utare aur aascharya chakit rup se pul ko dekh rahe jo bahut hi bara tha ,nadi apani udan pe thi pani ki dhara itani tej  thi ki dekhate man me dahshat hoti,           Nadi apani prawah me bah rahi thi sajda koi dur dur tak nazar nhi aata tha. Aakash me rain bow dikhai diya sabhi log selfi lene me lag gaye,               Ek Doctor the ham logo ke sath ve bandh ke kate bhag me jakar dekhane lage ki gaddi nikal jayegi ki nhi usame ghuse jyada pani nhi tha ghutne bhar pani tha parntu pul pe itana chadhaee tha ki waha se girne par haddi ladki ek ho jati par chalak ne bahut hi bahaduri ke sath usake chadhaya,kuch paidal hi chadhe jisame mai aur mer

Pahali yatra 2

Koi bhi pal ho jivan ka hame thodi khusi me bhi dil khol ke jiye, badi khusi ki talas me ham  ek pal ki khusi ke mahtav ko bhul jate hai,aaj to zindgi ji bhar ke jilo kal rahe ya na rahe.                                   Yatra to hamari aarambh hui sabhi log ek jagah pe ikattha hu koi chasma lageaye to koi topi pahane saj-dhaj ke sabhi log taiyar the.vahan me sabhi log sawar huwe sabhi log apani pasand ke seato pe pe baith gaye mai aur mera ek dost kamlesh ham dono logo ko gaddi ki diggi me baithana para.               Gantavy sthan se 50 kilomeeter nikale hi the ki raste ko badlane ke liye fir utana hi duri wapas aana para.ab ham log sahi raste pe nikale gaddi me hasi majak ka silsila chalu ho gaya,usame ek dost the jo "Ladies dancer group chalate hai shadi vivah me"

Pahali yatra

   Mai pahali bar nepal yatra pe nikala mai aur mere 2 dost mere khushi ka thikana nahi tha mai bahut khus tha .man me ek ullas thi umang tha par kya pata tha umang aur utsah thaharte hai kabhi nhi ,jaise dukh ke sath shukh ,din ke satha raht lagi rahati  .                Lekin zindagi ki ek pal ki khus bhi ji le to ..... Add caption