सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

Pahali yatra 4

            Jaise taise pul pe ham log chadhe waha par kuchh tasveere bhi ham log li  bhir waha se yatra arambh huwa raste me parkrit ke drisyo ko dekh kar man mantr mugdh ho jata tha .
                           Sandhya ka samay ho chala tha jab ham log Nepal ke raksaul border pe pahuche .
                   Sabse aaschrya janak baat hame oos samay lagi jivan me pahi bar maine do desho ke bhich sarhad ko dekha .
               Sima pe surksha dal tainat tha Nepal ki sima jane ke liye aadesh lena pada .Nepal hi ek aisa mulk hai jaha par jane ke liya bhartiy logo ko "passport"ki aawaskta nhi padti .
             Sima par khacha -khach gadiya bhari hui thi  lagbhag ek ghante se jyada yatayat jam thi sima par rasta bhi bahut kharab tha kahi gadhe to kahi pani bhare huwe the .
             Sima pe ek ajeeb ghatna ghati jisko dekhkar kuchh pal to hasi to aayi parntu wah ghatna hame sochane pe majbur kar di aur mai bilkul shant rru p se sochane laga.
            Ghatna ye thi ek ghora gari tha usape saman lada tha do log usape sawar bhi the saman usaki chhamta se bhi jyada the jaise gaddhe me pari wshan ki wajah se santulan achanak bigara aur ghori upar tang gayi aur saman niche ki taraf ye drishy dekh kar hasi ko rok nhi paye par ek hi pal me man me k kyal aaya ki manusya kitana swarthi hai ki ek janwar ki byatha bhi nahi samjhta  aur usase ki tana kam leta hai.
               Ham log aage badhe aur tin din ka "bhansar"hamlog liye  ratri ka samay ho chala tha sabhi log ek hotel pe pahuche waha much naste pani khaye ek kamraya kiraye pe ek din ke liye liye.
                    Usake baad jo jara kirsye pe liya gaya tha oosi me sabhi log ka bistar laga  .
        Sabhi log jo bhi tha khane ka sama ghar se laye the khaye aur soye.
              Subah ek ajeeb majedar ghatna ghati  gaddi ke mali ke sath jo puri yatra me oos baat ka jikra ho haste haste sabhi logo ka pet phool jata tha.

                     'Agar mera lekh pasand aaya ho to jarur comment kare tatha sujhav bhi  comment box me de'
                                   Aage ki story agale aank me .........

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

pahali yatra 3

Unka nam kailash tha.wah bahut hi saral swabhav ke the.                            Jaisa ki bandh ke raste ham log mukhy marg pe pahuchte wah sidhe pul pe jata tha ,gaddi to pul ke niche ruki banh pe hi pul se kuchh duri par pul ke nichale ki nare se hokar ek rasta tha jo gaddi ke kuchh duri pe kata tha uusase pani ki dhara bah rahi thi, sabhi log utare aur aascharya chakit rup se pul ko dekh rahe jo bahut hi bara tha ,nadi apani udan pe thi pani ki dhara itani tej  thi ki dekhate man me dahshat hoti,           Nadi apani prawah me bah rahi thi sajda koi dur dur tak nazar nhi aata tha. Aakash me rain bow dikhai diya sabhi log selfi lene me lag gaye,               Ek Doctor the ham logo ke sath ve bandh ke kate bhag me jakar dekhane lage ki gaddi nikal jayegi ki nhi usame ghuse jyada pani nhi tha ghutne bhar pani tha parntu pul pe itana chadhaee tha ki waha se girne par haddi ladki ek ho jati par chalak ne bahut hi bahaduri ke sath usake chadhaya,kuch paidal hi chadhe jisame mai aur mer

Pahali yatra

   Mai pahali bar nepal yatra pe nikala mai aur mere 2 dost mere khushi ka thikana nahi tha mai bahut khus tha .man me ek ullas thi umang tha par kya pata tha umang aur utsah thaharte hai kabhi nhi ,jaise dukh ke sath shukh ,din ke satha raht lagi rahati  .                Lekin zindagi ki ek pal ki khus bhi ji le to ..... Add caption