सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

pahali yatra 3

Unka nam kailash tha.wah bahut hi saral swabhav ke the.
                           Jaisa ki bandh ke raste ham log mukhy marg pe pahuchte wah sidhe pul pe jata tha ,gaddi to pul ke niche ruki banh pe hi pul se kuchh duri par pul ke nichale ki nare se hokar ek rasta tha jo gaddi ke kuchh duri pe kata tha uusase pani ki dhara bah rahi thi, sabhi log utare aur aascharya chakit rup se pul ko dekh rahe jo bahut hi bara tha ,nadi apani udan pe thi pani ki dhara itani tej  thi ki dekhate man me dahshat hoti,
          Nadi apani prawah me bah rahi thi sajda koi dur dur tak nazar nhi aata tha. Aakash me rain bow dikhai diya sabhi log selfi lene me lag gaye, 
             Ek Doctor the ham logo ke sath ve bandh ke kate bhag me jakar dekhane lage ki gaddi nikal jayegi ki nhi usame ghuse jyada pani nhi tha ghutne bhar pani tha parntu pul pe itana chadhaee tha ki waha se girne par haddi ladki ek ho jati par chalak ne bahut hi bahaduri ke sath usake chadhaya,kuch paidal hi chadhe jisame mai aur mere do priy dost bhi the mujhe sahara dekar chadhaye kyoki mai nahi chadh pata waja thi mere mere pairo ki nirbalata.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Pahali yatra

   Mai pahali bar nepal yatra pe nikala mai aur mere 2 dost mere khushi ka thikana nahi tha mai bahut khus tha .man me ek ullas thi umang tha par kya pata tha umang aur utsah thaharte hai kabhi nhi ,jaise dukh ke sath shukh ,din ke satha raht lagi rahati  .                Lekin zindagi ki ek pal ki khus bhi ji le to ..... Add caption

Pahali yatra 4

            Jaise taise pul pe ham log chadhe waha par kuchh tasveere bhi ham log li  bhir waha se yatra arambh huwa raste me parkrit ke drisyo ko dekh kar man mantr mugdh ho jata tha .                            Sandhya ka samay ho chala tha jab ham log Nepal ke raksaul border pe pahuche .                    Sabse aaschrya janak baat hame oos samay lagi jivan me pahi bar maine do desho ke bhich sarhad ko dekha .                Sima pe surksha dal tainat tha Nepal ki sima jane ke liye aadesh lena pada .Nepal hi ek aisa mulk hai jaha par jane ke liya bhartiy logo ko "passport"ki aawaskta nhi padti .              Sima par khacha -khach gadiya bhari hui thi  lagbhag ek ghante se jyada yatayat jam thi sima par rasta bhi bahut kharab tha kahi gadhe to kahi pani bhare huwe the .              Sima pe ek ajeeb ghatna ghati jisko dekhkar kuchh pal to hasi to aayi parntu wah ghatna hame sochane pe majbur kar di aur mai bilkul shant rru p se sochane laga.             Ghatna ye thi ek gh